Pakistan India Friendship





"Jaisa daish hai Tera, Waisa daish hai Mere "


Us bai intihaa nafrat ki

Koe aisi majbooriyan nhe

Hai sarhadain qn

Jab dilon main dooriyan nhe



Kitnai saal tak hum

Aik doojai kai sae thai

Parchaeyan ban kar chalai

Hamesha, kab parae thai

Hain badlai ki huqumatain qn ?

Jb dilon main manzooriyan nhe



Hain sarhdain qn

Jb dilon main duriyan nhe

Hum sai he banai hain hindu

Hum sai he hain musalman

Pher qn hain aik doojai kai seenai

Hain hum nai hathiyar tanai

Hain sarhdain qn

Jb dilon main doriyan nhe"

1 comment:

Note: Only a member of this blog may post a comment.